Hindi Song Jo Bhi Main Lyrics
Ya ya ya .. oo oo
Jo bhi main, kehna chahoon
Barbaad karein, alfaz mere, alfaz mere
Oo yeah yeah oo ..
Kabhi mujhe lagey ke jaise, saara hi yeh jahaan hai jaage
Jo hai aur nahin bhi hai, yeh fiza ghata hawa bahaarein
Tujhe kare ishaare ya
Kaise kahun, kahani main inki
Jo bhi main, kehna chahoon
Barbaad karein, alfaz mere, alfaz mere
Oo yeah yeah oo ..
Comments of Hindi Song Jo Bhi Main