Most Viewed

Hindi Song Chhayee Hai Tanhayee Lyrics

chhayi hai tanhayee tu na jaane
saja hai yeh kyun payi kon jaane
suni hai raahein soni hai baahein suni nighaahein
(jisko hai kho jaana woh milta hi kyon hai
dil ko hai murjaana toh dil wahi kyon hai) - 2

dil dekho zara haye kya tha kya ho gaya
haye tum meharbaan thaye humshaadma thaye
mehaki thi dil ki waadiyan
ho ho chaahat bari woh aankhein rass mein dubi woh baatein
kho gayi jaane kahan
palkon ke thay jo saaye kyun ho gaye paraaye
kyun aa gayi dooriyan
(jis ko hai kho jaana woh milta hi kyon hai
dil ko hai murjaana woh khilta hi kyon hai) - 2
suni hai raahein soni hai baahein
suni nighaahein chayi hai tanhayee
kyun na jaane sajaa yeh hai kyun payi kaun jaane



Comments of Hindi Song Chhayee Hai Tanhayee

No Comments found of Song Chhayee Hai Tanhayee
Your Comment about the Song Chhayee Hai Tanhayee Lyrics
Your Name

Your Comment