Hindi Song Guzaarish Lyrics
Bas Itni Si Tum Se Guzaarish Hai (Guzaarish Hai)
Guzaarish Hai
Yeh Jo Baarish Hai, Dekho Na
Yeh Jo Baarish Hai
Is Mein Teri Baanhon Mein Mar Javu
Bas Itni Si Choti Si Ek Khuwaahish Hai
Bas Itni Si Tum Se Guzaarish Hai
Bas Itni Si Tum Se Farmaaish Hai
Yeh Jo Baarish Hai, Dekho Na
Yeh Jo Baarish Hai
Is Mein Mere Sang Gungunao
Na Na Na Na Na Na Na Naaa
Gungunao Na Na, Gunguna Na Na Na Na
Is Mein Mere Sang Gungunao Na
Kal Radio Pe Aaya Tha Wohi Waala Gaao Na
Gaate Gaate Baanhon Mein Mar Javu
Bas Itni Si Choti Si Ek Khuwaahish Hai
Bas Itni Si Tum Se Guzaarish Hai
Guzaarish Hai
Guzaarish Hai
Comments of Hindi Song Guzaarish