Most Viewed

Hindi Song Main Jiyoonga Lyrics

--Male--
Khuli Kitaab Sa Hai Yeh Chehra
Par Hijab Sa Hai Muskarana Mera
Aur Acting Mein Ustaad Hoon Main Aayega Kisi Ko Na Nazar
Hogi Na Khabar
Pharsh Pe Ho Bikhra Jaisa Para
Fisal Raha Hai Khwaab Yeh Hamara
Par Pairon Mein Uchaal Le Kile Ke Ho Pe Seetiyan
Main Jiyoonga, Main Jiyoonga
Beeti Khushboo Bhula Ke, Gunguna Ke
Main Jiyoonga, Main Jiyoonga, Main Jiyoonga
Beeti Khushboo Bhula Ke, Gunguna Ke
Main Jiyoonga

--Male--
Chaand To Karega Ishaare
Aur Chidaayenge Mujhko Taare
Par Yaadon Ki Lihaaz Ki Jo Sir Dhak Loonga Main,
Chhup Jaaunga Main
Khwaab Ke Parindey Jo Paale,
Kiye Aasman Ke Hawale
Udne Doonga Unko Neeli Neeli Si Azaadiyon Mein
Main Jiyoonga, Main Jiyoonga
Beeti Khushboo Bhula Ke, Gunguna Ke
Main Jiyoonga, Main Jiyoonga, Main Jiyoonga
Beeti Khushboo Bhula Ke, Gunguna Ke
Main Jiyoonga
--Male--
Pankhiyon, Umeedon Ke Dhoop Mein Sukhaaunga
Maine Hum Badal Di Hain Geet Naye Gaaunga
Waise Hawaon Sang, Dhyaav Tera Behta Rahega
Par Mausam Chun Chun Ke Rut Nayi Banaunga
Main Jiyoonga, Main Jiyoonga
Beeti Khushboo Bhula Ke, Gunguna Ke
Main Jiyoonga, Main Jiyoonga, Main Jiyoonga
Beeti Khushboo Bhula Ke, Gunguna Ke, Bhul Bhula Ke,
Gunguna Ke, Bhul Bhula Ke, Gunguna Ke
Main Jiyoonga



Comments of Hindi Song Main Jiyoonga

No Comments found of Song Main Jiyoonga
Your Comment about the Song Main Jiyoonga Lyrics
Your Name

Your Comment