Hindi Song Rabba Lyrics
kuch bole hue lafzon mein chupi hui baaton
aur adh khuli aankhon mein kati raatein
kuch bole hue lafzon mein chupi hui baaton
aur adh khuli aankhon mein kati raatein
gumsum dabe dabe sulagtey armaan
khwaab nigahon mein ho gaye mehmaan
rabba re kya hua
rabba re dil gaya
rabba kya majra
kya khoya kya mil gaya
rabba re kya hua
rabba re dil gaya
rabba kya majra
kya khoya aur kya mil gaya
kuch jaltey badan pe meethi barsaatein
phir khoyee hui raahon mein mulakatey
rabba re kya hua
rabba re dil gaya..dil gaya
rabba kya majra
kya khoya kya mil gaya...dil gaya
rabba re kya hua
rabba re dil gaya...dil gaya
rabba kya majra
kya khoya aur kya mil gaya
kuch sehme se sakte yuhi khayalon mein
kuch anjaani tanhayee ke haalon mein
kuch sehme se sakte yuhi khayalon mein
aur anjaani tanhayee ke haalon mein
masti jagi jagi
kya sargam chede
yaad ki dori ko thaam ke na chore
rabba re kya hua
rabba re dil gaya
rabba kya majra
kya khoya kya mil gaya
rabba re kya hua
rabba re dil gaya
rabba kya majra
kya khoya aur kya mil gaya
rabba re kya hua
rabba re dil gaya..dil gaya
rabba kya majra
kya khoya kya mil gaya...dil gaya
rabba re kya hua
rabba re dil gaya...dil gaya
rabba kya majra
kya khoya aur kya mil gaya
rabba re kya hua
rabba re dil gaya..dil gaya
rabba kya majra
kya khoya aur kya mil gaya
Comments of Hindi Song Rabba