Most Viewed

Hindi Song Dilkash Dildaar Duniya Lyrics

tere begair tadpa karein
tere begair sapney rootha karein
mana ke hai
duniya haseen
tere begain duniya hum kya kare
dilkaash dildaar duniya
tera deedar duniya hum jo na paaye tujhko
toh hai bekaar duniya
dilkaash dildaar duniya
tera deedar duniya hum jo na paaye tujhko
toh hai bekaar duniya

tere begair veeran thi
tere begair khushiyan hum kya karein
mausam sabhi hai dard ke
tere begair aur yeh tanha karein
dilkaash dildaar duniya
tera deedar duniya hum jo na paaye tujhko
toh hai bekaar duniya
dilkaash dildaar duniya
tera deedar duniya hum jo na paaye tujhko
toh hai bekaar duniya

dhup feeki lage
din udasi bhara
shaam roothi lage
haal yeh ho gaya
jagtey hum rahein
karvaton se kahein
khwaab hi woh koi dhund laaye naya
neendein meri baaghi hui
tere begair raatein ab kya karein
oh bekhabar oh bekadar
tere begair har pal bikhra karein
dilkaash dildaar duniya
tera deedar duniya hum jo na paaye tujhko
toh hai bekaar duniya
dilkaash dildaar duniya
tera deedar duniya hum jo na paaye tujhko
toh hai bekaar duniya



Comments of Hindi Song Dilkash Dildaar Duniya

No Comments found of Song Dilkash Dildaar Duniya
Your Comment about the Song Dilkash Dildaar Duniya Lyrics
Your Name

Your Comment