Hindi Song Chala Aaya Pyar Lyrics
khawabon ki lehrein
khushiyon ke saaye
khushboon ki kirane
dheeme se gaaye
yehi toh hai humdum woh saathi woh dilbaar woh yaar
yaadon ke nazuk paron pe chala aaya pyaar
chala aaya pyaar

mohabbat ka dariya dooba nirala
jo terah woh paya kabhi na kinara
mohabbat ka dariya dooba nirala
jo terah woh paya kabhi na kinara
jo bekhauf dooba wahi toh pahunch paaya paar
yaadon ke nazuk paron pe chala aaya pyaar
chala aaya pyaar
chala aaya pyaar
kabhi zindagi ko savare sajaye
kabhi maut ko bhi gale se lagaye
kabhi zindagi ko savare sajaye
kabhi maut ko bhi gale se lagaye
kabhi jeet uski hai sab kuch gaya ho jo haar
yaadon ke nazuk paron pe chala aaya pyaar
chala aaya pyaar
chala aaya pyaar
khawabon ki lehrein
khushiyon ke saaye
khushboon ki kirane
dheeme se gaaye
yehi toh hai humdum woh saathi woh dilbaar woh yaar
yaadon ke nazuk paron pe chala aaya pyaar
chala aaya pyaar
chala aaya pyaar
Song Chala Aaya Pyar Tags
Comments of Hindi Song Chala Aaya Pyar