Most Viewed

Hindi Song Tere Liye Tere Liye Lyrics

Tere liye
Tere liye
Tere liye
Tere liye

Lafzon mein
Lamhon ki doliyan laaye hain
Lafzon mein Lamhon ki
Doliyan laaye hain laaye hain

Sheron mein khushboo ki
Boliyan laaye hain laaye hain
Humn e sau saude kiye
Tere liye tere liye
LyricsMasti.com

Aankhon mein na chubhe
Taaron ki kirchiyaan
Sheeshe ka aasman laaye hain
Tere liye

Tere liye taare jade
Heeron se bhi kitne badey
Humne aasmanon mein
Lakhon ke saude kiye
Tere liye tere liye
Tere liye tere liye
Lyricsmasti.com
Halki si sardiyan aur saans garam ho
Shaamon ki shawl bhi
Thodi si narm ho

Tere liye kishmish chune
Piste chune tere liye
Humne toh parindo se
Baagon ke saude kiye
Tere liye tere liye
Tere liye tere liye
Tere liye tere liye



Comments of Hindi Song Tere Liye Tere Liye

No Comments found of Song Tere Liye Tere Liye
Your Comment about the Song Tere Liye Tere Liye Lyrics
Your Name

Your Comment